Kisi sham ki tarah
Tera rang hai khila
Main raat ik tanha
Tu chaand sa mila
Haan tujhe dekhta rahan
Kisi khaab ki tarah
Jo ab saamne hai tu
Woh kaise yakeen bhala
Toota jo kabhi tara sajna ve
Tujhe rabb se maanga
Rabb se jo maanga mileya ve
Tu mileya toh jaane na dunga main
Haan maine suni hain
Pariyon ki kahaani
Waisa hi noor tera
Chehra hai tera ruhani
Aa tujhko main apni aaja meri
Bahon mein chupa lun
Haan apni iss zameen ko
Kar doon main aasmani
Zindagi rok doon main
Ab tere saamne
Pal do pal jo ruke
Tu mere saath mein
Toota jo kabhi taara sajna ve
Tujhe rab se maanga
Rab se jo maanga mileya ve
Tu mileya toh jaane na dunga main
Itni bhi haseen main nahi o yaara ve
Mujhse bhi haseen toh tera yeh pyaar hai
Haan itni bhi haseen main nahi o yaara ve
Mujhse bhi haseen tera pyaar
Ke tera mera pyaar ye
Jaise khwab aur dua
Haan sach kar rahan inhein
Dekho mera khuda
Toota jo kabhi tara sajna ve
Tujhe rabb se maanga
Rabb se jo maanga mileya ve
Tu mileya toh jaane na dungi main